Poetry





Usay Hum Chor Den Lekin

Usay Hum Chor Den Lekin Bus ik Choti Si Uljhan Hai,
Suna Hai Dil Sy Dharkan Ki Judai Mout Hoti Hai.

Jb tk larka kunwara hy

Ek larki dosri larki se: tm ne mere lover ko i love u q kaha?
2nd larki: very Logical yar ” Jb tk larka kunwara hy,
Na tumhara hy na hmara hy”..

Iss Mein Do Jahan k Raaz Hyn.

Mukhtasir Itna K Do Harfo’n Se Ban Jata Hy Dil
Aur Wasee Itna k Iss Mein Do Jahan k Raaz Hyn…

Teri nigah-e-naz main mera wajood

Teri nigah-e-naz main mera wajood, be-wajood….
Meri nigah-e-shoq main tere siwa,
Koi nahi…..

Muhabat Jeet Jayegi agar

Muhabat Jeet Jayegi agar Tum Maan Jao Tou,
Merey Dil Mein Tumhi Tum Ho Yeh Agr Jan Jao Tou ♥♥

Jee krta hy tujh ko

Jee krta hy tujh ko cheer dun ae dil..
na wo tujh main rahe, na wo mujh main rahe..

Teri Yaadon Se Hai

Teri Yaadon Se Hai Zindagi Mein Rounaq
Is Liye Apni Nahi Teri Zindagi Ki Dua Karte Hain

Bina Bataye Us nay Na Janay

Bina Bataye Us nay Na Janay kyun Yeh Doori Kar De
Bicharr K Uss Nay Mohabbat Hi Adhuri Kar De….!!

Tere aik aik lafz ko hazar

Tere aik aik lafz ko hazar matlab pehnaye hum ne,
Chain se soney na diya teri adhoori baaton ne..!

Aarzoo Hai K Kabhi

Aarzoo Hai K Kabhi Hath Pakar Kar Mera..,,
Lay Chalay Wo Kisi Guzray Huye Kal Ki Janib…..

No comments:

Post a Comment